coding kaha se sikhe?
Dosto kya aap coding sikhana chahte hai aur aapko samajh nahi aata ki kaha SE sikhe.
To agar aaap coding sikhana chayte hai to aapko kuchh bato ka dhyaan rakhna hoga.
1.aap coding kis purpose ke liya sikhna chahte hai.
Jaise ki,
Agar aap coding SE game banana chahte hai to aapko Java sikhni chahiye.
2. Agar aap bohot hi jyada beginier ho to aapko Python sikhni chahiye.kyuki ye bahut aasaan high level language hai. Jo aajke jamane me bahut famous hai.
3. Agar aapko website banani hai to aapko HTML,JAVASCRIPT sikhni chahiye.
Aapke man me aa rha hoga ki start kaha SE kare.
To aise mai YouTube aapke liye bahut achha option hai.
Maine bhi wahi SE coding sikhi hai.
Aagar aapko Hindi mai coding sikhni hai to code with Harry SE badhiya apko YouTube PE koi nahi sikha sakta.
Agar aap English mai sikhna cahte hai to programming with Harry aapke liye beat hai.
To dosto umid hai ki aapko ye post pasand aayi hogi.
This is my first post.
ReplyDelete